Showing posts with label comical shayari. Show all posts
Showing posts with label comical shayari. Show all posts

Tuesday, April 27, 2010

CID pj's 2

-----------------------------------------
Mere grdan me dard aur gale me kharash h,
Wah wah..
.
Mere gardan me dard aur gale me kharash hai,
wah wah
.
.

.
.
Oh My God, Daya, yahape ek Laash hai!


-----------------------------------------
 Paanch ka Ek Samosa,

Das ke Do.....
Wah Wah....
Paanch ka Ek Samosa,
Das ke Do....
.
.
.
.
.
Daya jaa ke Darwaaza Tod Do...





-----------------------------------------

tere dil me meri sason ko panah mill jaye,

tere... dil me meri sason ko panah mill jaye..


DAYA jaldi karo ise pehle ki ek or koon ho jaye....





-----------------------------------------
 Waah Waah....
Ye Kaali Kaali Aankhen, Ye Gore Gore Gaal....
.
.
.
.
Daya ja ke karo , Suspect se kuch Sawaal...


-----------------------------------------
Ram ji the ayodhya aur krishna ji the Mathura ke Vaasi..
Wah Wah...
Ram ji they Ayodhya aur Krishna ji the Mathura ke Vaasi..
.
.
Daya turant laga do is Gunahgaar ko Phaasi.....








-----------------------------------------
Dopahar ka waqt hai, billi chat par soyi hai..
Waaah Waah....
Dopahar ka waqt hai, billi chat par syi hai....
.
.
.
Daya Pata Lagao, khuni Inme se Koi Hai....

CID pj's 1

Uss pari ko zameen par kisne bulaya......... .Waah.......Us pari ko zameen par kisne bulaya......... .ACP:Daya pata karo 



--------------------------------------------
Teri hasi par saari Jawaani Luta Doonga....
Wah Wah...
Teri hasi par, saari jawaani Luta Doonga.....
.
.
Daya, wahi ruk jao.. Warna mai Goli Chalaa Doonga .
 
 --------------------------------------------
Na Bandook se maaro, na Bomb se Maaro....
Waah... Waah...
Na Bandook Se Maaro , Na Bomb Se Maaro....
.
.
.
.
.
Daya, is ghar ka Chappa Chappa Chaan Maro....
 
 --------------------------------------------
Garmiyon ke mausam mein khoob khelo ,
Garmiyon ke mausam mein khoob khelo ,
.
.
.
.
.
Daya in sab k fingerprints le lo ! 
 
 --------------------------------------------
Baarish mai chaata na ho toh tu bhig jayega....
Wah Wah....
Baarish mai chaata na ho toh tu bhig jayega.....
.
.
.
.
Acp pradyuman bola is kamre se koi bahar nahi jayega...
 
 
 --------------------------------------------
 gaye ko angrezi mai kehete hai cow .....
wah wah....
gaye ko angrezi mai kehete hai cow .
.
.
.
.
.
.
.
.
kuch to baat hai daya pata lagao
 

 
 
 

Sunday, April 25, 2010

Comical shyari 2

hamara unke saath chhahaton ka silsila kuuch is tarha badhta chala gaya.......
hamara unke saath chhahaton ka silsila kuuch is tarah badhta chala gaya........

jis tarah ki unka doosron k saath break-ups ka silsila badhta chala gaya.......................

----------------------------------
----------------------------------

hum unke na ho saake woh bhi hamari na ho saki........
hum unke na ho sake woh bhi haamari na ho saki...............

truely d fact is k hum dono hi ek doosre k na ho sake............HUURRAH!!!!!!!!!!

 ----------------------------------
----------------------------------
unki muskurahat ko dekhkar humne jatayi thodi si ashanka............
unki muskurahat ko dekhkar humne jatayi thodi si ashanka ..............

phir humne socha hatayo yaar chalo khelein poshampa bai poshampa....

 ----------------------------------
----------------------------------
 unhe hamare upar itna pyaar aaya ki unhone humein apne sar par baitha liya......
bas phir kya tha humne bhi  thoda pyaar dikhaya aur unhe paani se nehla diya.
 ----------------------------------
----------------------------------
 hum bhi thein josh mein.....woh bhi thein josh mein ....aur woh bhi thein josh mein.................
hum bhi thein josh mein....woh bhi thein josh mein....aur woh bhi thein josh mein....

bas josh mein teen hi hero thein
 ----------------------------------
----------------------------------

 jab unhone humein call kiya tha to humne phone utha liya tha.............
jab unhone humein call kiya tha tab humne phone utha liya tha..


par jab humne unhe call kiya to unhone phone nai uthaya kyunki unka
phone kahin par gira hua hi nai tha...


 ----------------------------------
----------------------------------
mohabbat ka paigaam humne jitni baar unhe bheja humein niraasha hi haath lagi...................
ek baar galti se galt address likhkar bheja....ek baar galti se galt address likhkar  bheja.............

to ek nai  aasha haath lagi..

Comical shayari ( Door se dekha to)

door se dekha to sher khada hua tha,.....
door se dekha to sher khada hua tha........


isiliye aage gaya hi nahin
------------------------------------
------------------------------------
door se dekha to nikkar(hanging)  tanga hua tha.....
door se dekha to nikkar tanga hua tha.............

.paas jaake dekha to bachpan ki jeans thi

------------------------------------
------------------------------------
door se dekha to baarish ho rahi thi........
door se dekha to  baarish ho rahi thi........

pass gaya to bheeg gaya

------------------------------------
------------------------------------
 door se dekha to table par books padi hui thi...
door se dekha to table par books padi hui thi..........

.to yaar paas jaane ka to sawaal hi nai paida hota

------------------------------------
------------------------------------
 door se dekha to bahut kohra(fog) ho rha tha...........

jaise hi pass gaye to dikhna hi band ho gaya

------------------------------------
------------------------------------
 door se dekha to ande(eggs) ubal (boiling) rahe thein...............
door se dekha to ande ucchal rahe thein...

pass jaake dekha to nange ucchal rahe thein

------------------------------------
------------------------------------